अक्स

Prijzen vanaf
33,99

Gesponsorde links

VERGELIJK ALLE AANBIEDERS (2)

Beschrijving

Bol Kuchh bhaav shabdon mein kahe nahi jaate, unhe bas mehsoos kiya jaata hai.Yeh kavya-sangrah un ankaha bhaavon, adhuri yaadon, prem, virah, rishton, akelapan aur jeevan ke utaar-chadhaavon ki yaatra hai, jinse hokar har sanvedansheel man kabhi na kabhi guzarta hai.In kavitaon mein kahin kisi apne ki kami hai, kahin beete hue kal ki parchhaai, kahin prem ki khamoshi aur kahin un sangharshon ki kahaani, jinhone insaan ko bheetar se badal diya. Kuchh kavitaen jeevan se sawaal karti hain, kuchh man ko sehlaati hain aur kuchh humein apne hi bheetar jhaankne ke liye majboor karti hain.Yeh sangrah keval prem ya dukh ki kavitaon tak seemit nahi hai. Ismein zindagi, maanavta, rishte, sangharsh, ummeed aur apne astitva ko samajhne ki koshish bhi hai.Shaayad in pannon ke beech paathak ko koi puraani yaad mil jaaye, kisi apne ka chehra dikhai de jaaye, koi adhoora sawaal phir se saamne aa khada ho-ya phir apne hi man ka woh kona mil jaaye, jise duniya ki bhaagdaud mein kahin peechhe chhod aaye the.Kyunki kuchh kavitaen sirf padhi nahi jaati,ve man mein utar kar humaari apni kahaani ban jaati hain.

Vergelijk aanbieders (2)

Gesponsorde links · Sommige shops betalen ons een vergoeding

Sorteren op:

€ 33,99 Gratis verzending

€ 35,18 Gratis verzending

Beschrijving (1)

Kuchh bhaav shabdon mein kahe nahi jaate, unhe bas mehsoos kiya jaata hai.Yeh kavya-sangrah un ankaha bhaavon, adhuri yaadon, prem, virah, rishton, akelapan aur jeevan ke utaar-chadhaavon ki yaatra hai, jinse hokar har sanvedansheel man kabhi na kabhi guzarta hai.In kavitaon mein kahin kisi apne ki kami hai, kahin beete hue kal ki parchhaai, kahin prem ki khamoshi aur kahin un sangharshon ki kahaani, jinhone insaan ko bheetar se badal diya. Kuchh kavitaen jeevan se sawaal karti hain, kuchh man ko sehlaati hain aur kuchh humein apne hi bheetar jhaankne ke liye majboor karti hain.Yeh sangrah keval prem ya dukh ki kavitaon tak seemit nahi hai. Ismein zindagi, maanavta, rishte, sangharsh, ummeed aur apne astitva ko samajhne ki koshish bhi hai.Shaayad in pannon ke beech paathak ko koi puraani yaad mil jaaye, kisi apne ka chehra dikhai de jaaye, koi adhoora sawaal phir se saamne aa khada ho-ya phir apne hi man ka woh kona mil jaaye, jise duniya ki bhaagdaud mein kahin peechhe chhod aaye the.Kyunki kuchh kavitaen sirf padhi nahi jaati,ve man mein utar kar humaari apni kahaani ban jaati hain.


Productspecificaties

Merk Notion Press
EAN
  • 9798906966445
Maat


Prijshistorie

* Prijshistorie bevat geen data van Amazon Marketplace.

Prijzen voor het laatst bijgewerkt op:

Uitgelichte Keuze
33,99
Naar shop